Best Urdu Poetry



Mujhy bhi sikha do bhol jany ka hunar
Mujh se raton ko uth uth kar roya nahi jata

Mery Ban Jao

Ab to Aawaz Bhi do gy to nhi ayn ge
Totny waly qyamat ki ana rakhty hain

Mery Ban Jao

Hamesha hi nahi rehty kabhi chehry nqabon me
Sabhi kirdar khulty hain khani khatam hony par

Mery Ban Jao

Jo Likhon to nok Qalam pay tum Jo Parhon to Nok Zabaa pay tum
Tery Sath sath nikhar gya mera zooq bhi Mera Shok bhi

Mery Ban Jao

Kuch Alag tha khny ka andaaz Un ka
K suna bhi kuch nahi kaha bhi kuch nahi

Kuch is tarha bikhary un ky piyar may hum
Ky Tota bhi kuch nahi or Bacha bhi kuch nahi

Mery Ban Jao

Baha Baha Kar ye aansu bikhar chuki hon both
Simat ky zaat main apni ab muskrana chahti hon

Mery Ban Jao

Meri Muhabatain bhi ajeeb then meara Faiz bhi tha kamal par
Kabhi sub kuch mila bina Talab kabhi kuch na mila sawal par.

Mery Ban Jao

Tujhy barbad kar don gi abhi bhi lot jao tum
Mujy qatil bhi kahty hain muhabat nam ki he

Mery Ban Jao

Aey Khuda apni dunya main aik or kmal kar
Ya ishk aasan kar ya khudkushi halal kar.

Mery Ban Jao

Nay siry sy sajayn gy ye sher ye galyan
Jo ho chukka usy bhul jay nab ky baras

Dilon main phol ugaayn nai muhabat ky
Kadorton ko dil sy mitay ab ky baras

Mery Ban Jao

Fursat mily to beth kar sochna
Tum bhi mery apny ho ya sirf hum hi tumhary hain

Mery Ban Jao

Mujhy Nahi chahye Kisi sy khushyon ki bheek
Main ghamon ki saltanat ka aklota raja hon

Mery Ban Jao

Tery Aazad bandon kin a ye duniyaa na vo duniya
Yahan marny ki pabaddi vahan jine ki pabandi

Mery Ban Jao

Tum se gila kia na zamany sy kuch kha
Barbad ho gye bari sadgi sy hum

Mery Ban Jao

Phir Neend se jag kar idhr udhar dhondta hon tumhain
Kun k khwab main itny qareeb chaly aaty ho.

Mery Ban Jao

Chum lety hain kabhi lab to kabhi rukhsar ko
Tum ne zulfon ko bara sar py charha rakha he

Mery Ban Jao

Sath us ka mujhy pehli nazar main chahye
Ghar apna dil ky shaher main chahye

Ulajta rhy bat bat py mujh sy Abbas
Wo Haq Jatany wala mujhy haq mehar main chahye


No comments:

Post a Comment