Dikhawa Urdu Poetry 2015 - 2 Line Sad Poetry in Urdu 2015 - Chahat 2 Line Urdu Poetry in Urdu - fsms4

Dikhawa Urdu Poetry 2015 - 2 Line Sad Poetry in Urdu 2015 - Chahat 2 Line Urdu Poetry in Urdu - fsms4
Hunnar Ab Aa Gaya Mujh Ko Wafaon Kay Parkhnay Ka
Dikhawe Ki Harr Ek Chahat Main Waps Mor Detaa Hon..!
Bilkul Dosto Jb Ek Jagah Se Thokar Lagti Hai To Sb Kuch Samajh Aa Jata Hai, Thokar Se Pehlay Insaan Andhe Ghore Pe Hota Hai Jiss Trf Wo Le Jae Insaan Samjhta Hai Ye Hi Sahi Rasta Hai Lekin Jb Wahan Pochnch Kar Pata Lagta Hai Are Hum Jise Phoolon Ki Sejh Samajh Rhe Thay Ye To Kanton Ka Sumandar Hay, Dosto Apne Paron Ki Baaton Pe Khaas Dhiyan Diya Karo Wo Zandagi Ke Utaar Charaho Dekh Kar Yahan Tk Pohanchy Hain Wo Jo Bahi Mashora Dain Ge Mashahidy Ko Tor Par NAhi Balke Apne Tajrbe Ke Tor Par Dainge, Aur Hamari Age Ka Jo Dost Hoga Wo Mushahidy Ke Tor Pr Apni Rae Dega, Mushahida Galat Ho Sakhta Hai Tajrba Nahi, Q Ke Mushahida Auron Ko Dekh Kar Hasil Hota HAi Or Tajrba Inssaan Khud Pe Karta Hai, Doston Baron Ki Baaton Main Bohat Asar Hota Hai, Lekin Hamain Jawani Ke Josh MAin Kuch Samajh NAhi Aata. Aaj Kal Sb Dekhawa Chal Raha HAi Sb Dekhawe Ki Mohabbat Karte HAin Sirf Nafs Ki Aag Bujhane Ko Mohabbat Ka Naam Kiss Ne De Diya Are Mohabbat To Paak Hoti Hai, Iss Gilazat Ko Kiss Ne Mohabbat Keh Diya Aj Kal Ke Aksar Larke Or Larkiyan Isse Mohabbat Kehte Hain Lekin Kaan Khool Kar Samjh Lo Ye Mohabbat Nahi Ye Sirf Nafs Parsti Hai Jo Asa Kare Ga Wo Bohat Pachtae Ga.
www.fsms4.blogspot.com

No comments:

Post a Comment